Latest love shayari 2016 collection
Kiya Hua Mere Lab Tere Lab Se Lag Gaye To...
.
.
Ae_jaan
.
Maaf Na Karo To Na Sahi. . . Badla To LeLo
---
Harf-e-Tasali To Faqat Ek Bahana Hai...
.
.
.
Jiska Dard Ussi ka Dard Baqi Sab Tamasha Hai...
-----
Tere bewafa hoke jane ke baad kuch aisa haal hua hai
Ke kabhi dil ne kisi aur ko andar aane ki izajat nahi di
---
Tum Meri Zid Nahin Jo Poori Ho...
.
.
Tum Meri Mohabbat Ho Jo Zaroori Ho...
----
Kab donge nijat hamein raat bhar ki tanhai se...
.
.
Ae ishq maf kar meri umer hi kya hai...
----
Kabroon mai nahi humko kitabo mai utaro.
Hum log ishq ki kahani mai maare hai
----
Ajeeb Hunar Rakha hai khuda nai meri ungliyo mai.
Ghalib apni barbadi leekhta h or log wah wah karte hai
---
Agar koi hai janaza padhane wala to chala aaye.
Aaj main apne dil ko maar betha hu
------
Agar kisi ko lena ho mohabbat ka sabak to chala aaye..
Ye dil jalo ki mehfil hai yaha mare huwe dil bolte hai
----
.
Subah Se Shaam Hui Rootha Hua Baitha Hoon...
.
.
Koi Aisa Nahi Aa Kar Jo Mana Le Mujh Ko...
---
.
Hum ., Laparwa Sahi Tumhen Yaad To Karte
Hain...
.
.
Jaan
.
Aadatt Ki Baat 0r Hai, Hum Dil K Bure Nahi..
---.
Kisi ke zakhm ka marham, kisi ke gam ka elaj,
Ae yaron...
Logo ne bant rakha h, mujhe Dava ki trha..
----
Uske Labb, Or Wafaa Ki Qasam...
.
.
Wah Kya Qasam Hain Khuda Ki Qasam.....
---
.
Faslen Badh Gaye Hain...
.
.
Or KamBakhat
MohabBat Bhi....
---
Khud Hi Nai Chupa Saki Wo Apne Chehre ko
Naqab Me....
.
.
AeYaaRo
.
Be wajah Meri Ankhon Pe
Ilzaam Laga Diya...
--
Rehta to mujhe nasha Teri yaad ka hi hai,
Koi puche to keh deta Hu pi rakhi hai,
No comments:
Post a Comment